Jaa Ke Pardes Piya Song Lyrics from the movie/album Mera Geet released in the year 2018 starring Mukri. The music was given by Bal Mukund, Geeta Varma, Shankar Rao Vyas, Ghulam Miyan, Reejram. The lyrics were Penned by Ramesh Gupta

Jaa Ke Pardes Piya Lyrics

Ja Ke Pardesh Piya
Ja Ke Pardesh Piya
Bhul Na Jana Ho Bhul Na Jana
Dekho Bhul Na Jana
Bhul Na Jana Ho Bhul Na Jana
Dekho Bhul Na Jana

Armano Bhare Piya Ko Mere Piya
Armano Bhare Piya Ko Mere Piya
Dekho Na Mitana Ho
Dekho Na Mitana Ho
Bhul Na Jana Ja Ke Pardesh Piya
Bhul Na Jana Ho Bhul Na Jana
Dekho Bhul Na Jana

Shayad Na Rahe Fir Ye Mera Hushan Jawani
Is Liye De Jao Is Liye De Jao
Mahobbat Ki Nishani
Is Liye De Jao Mahobbat Ki Nishani
Mushkil Hai Bachapan Ki Prit Nibhana Ho
Prit Nibhana Dekho Bhul Na Jana
Ja Ke Pardesh Piya
Bhul Na Jana Ho Bhul Na Jana
Dekho Bhul Na Jana

Hai Ashk Tere Moti Inko Na Baha Rani
Inko Na Baha Rani
Hai Ashk Tere Moti Inko Na Baha Rani
Inko Na Baha Rani
Jaldi Hi Main Aaunga Ye Kaisi Pareshani
Ye Kaisi Pareshani
Kar Tu Ye Maharbani Har Lo Pareshani
Kar Tu Ye Maharbani Har Lo Pareshani
De Jao De Jao De Jao
Apne Rumal Ki Nishani
Rumal Ki Nishani

Kya Karogi
Dekh Kar Nishani Bahlaungi Man
Han Bahlaungi Man
Mar Bhi Gayi To Tere Pas
Banaungi Katar Main Banaungi Katar
Gayega Jamana Teri Ulfat Ka Fasana
Mahobbat Ka Tarana Mahobbat Ka Tarana
Tum Aake Tum Aake Meri Kurbat Pe
Tum Aake Tum Aake Meri Kurbat Pe
Phul Chadana Ho Phul Chadana
Dekho Bhul Na Jana

Share your thoughts

No Keywords