Ja Re Badal Ja Lyrics  | Kailashpati | Mahesh Desai, Sumitra Devi | Lata Mangeshkar | Avinash Vyas

Ja Re Badal Ja Lyrics | Kailashpati | Mahesh Desai, Sumitra Devi | Lata Mangeshkar | Avinash Vyas

Ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera
Sandesha ja sunake aa ja
Ja re badal ja

Garaj ke baras ke
Kehna meri pukar
Tadap raha koi panchhi
Pinjare mein lachar
Janam janam ke hum hai
Sathi pi ko yaad dila
Ja ja re badal ja ja
Ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera
Sandesha ja sunake aa ja
Ja re badal ja

Ari jamuna mane dard na jaane
Yeh bairi sansar
Mere man ke bich khada hai
Ban karke deewar
Ho gayi main tan man se unki
Ja unko batla
Ja ja re badal ja ja
Ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera
Sandesha ja sunake aa ja
Ja re badal ja.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *