Naa sunayi do naa nazar aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Naa sunayi do naa nazar aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Pal bhar mein dooriyon ko
Mumkin nahin mitaana
Maana hai ke kathin par hoga tumhe nibhaana
Pal bhar mein dooriyon ko
Mumkin nahin mitaana
Maana hai ke kathin par hoga tumhe nibhaana
Saanson ki tarah aao sanson ki tarah jao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Chalne mein kya mazaa hai pathar chubhe jo neechay
Keh do to biccha du dil ko kadam ke neechay
Chalne mein kya mazaa hai pathar chubhe jo neechay
Keh do to biccha du dil ko kadam ke neechay
Gar chal sako to aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Naa sunayi do naa nazar aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao

