Chaahun Tujhe Dil Yeh Kahe
Chaahe Saans Rahe Na Rahe
Chaahun Tujhe Dil Yeh Kahe
Chaahe Saans Rahe Na Rahe
Tum Bhi Yehi Ik Baar Kaho
Maine Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Kabhi Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Maine Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Kabhi Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Tere Jism Se Aage Jaana Hai
Teri Rooh Ko Chhoo Kar Aana Hai
Ho…
Tere Jism Se Aage Jaana Hai
Teri Rooh Ko Chhoo Kar Aana Hai
Ik Pal Ka Ishq Nahi Hai Yeh
Janmon Tak Tujhko Paana Hai
Tum Bhi Yehi Ikraar Karo
Maine Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Kabhi Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Maine Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Kabhi Socha Na Ho Itna Pyaar Karo…
Tera Zikr Hai Meri Baaton Mein
Tu Din Ki Tarah Hai Raaton Mein
Ho…
Tera Zikra Hai Meri Baaton Mein
Tu Din Ki Tarah Hai Raaton Mein
Bas Naam Tera Hi Leti Hai
Jo Laqeer Hai Mere Haathon Mein
Iss Baat Ka Tum Aitbaar Karo
Maine Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Kabhi Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Maine Socha Na Ho Itna Pyaar Karo
Kabhi Socha Na Ho Itna Pyaar Karo…
Itna Pyaar Karo Song Lyrics from the movie/album The Body released in the year 2019 starring Sobhita Dhulipala, Emraan Hashmi. The song Itna Pyaar Karo was sung by Shreya Ghoshal. This movie/album was directed by Jeethu Joseph. The music was given by Shamir Tandon. The lyrics were Penned by Rakesh Kumar (Kumaar). The music rights for song purely belongs to T-Series
Share your thoughts