Itna Main Chahu Tujhe
Koi Kisi Ko Na Chahe
Itna Main Chahu Tujhe
Hokoi Kisi Ko Na Chahe
Tu Bhi Mujhse Pyar Kare
Tu Bhi Mujhse Pyar Kare
Kaash Wo Din Bhi Aaye
Itna Main Chahu Tujhe
Ho Koi Kisi Ko Na Chahe
Tere Baare Mein Jab Sochu
Tere Baare Mein Jab Sochu
Aankh Meri Bhar Aaye
Itna Main Chahu Tujhe
Ho Koi Kisi Ko Na Chahe
Tumko Nahi Malum Main Tujhse
Kitni Mohabbat Karta Hu
Yaad Mein Teri Tanha Akela
Main To Aahe Bharta Hu
Najre Uthaau
Najre Jhukau
Najre Uthaau
Najre Jhukau
Saamne Tu Muskuraye
Itna Main Chaahu Tujhe
Koi Kisi Ko Na Chaahe
Khud Pe To Main Pehre Laga Lu
Rok Na Paau Yaado Ko
Bhul Gaya Tu
Main Na Bhuli
Un Kasmo
Un Wado Ko
Duri Mujhko Jine Na De
Duri Mujhko Jine Na De
Tanhaai Tadpaye
Itna Main Chahu Tujhe
Koi Kisi Ko Na Chahe
Tu Bhi Mujhse Pyar Kare
Tu Bhi Mujhse Pyar Kare
Kaash Voh Din Bhi Aaye
Itna Main Chahu Tujhe
Koi Kisi Ko Na Chahe
Itna Main Chahun Song Lyrics from the movie/album Raaz released in the year 2018 starring Dino Morea, Bipasha Basu. The song Itna Main Chahun was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. This movie/album was directed by Vikram Bhatt. The music was given by Nadeem Shravan. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts