Itna Hai Tumse Pyaar Mujhe Mere Raazdaar
Jitne Ke Aasmaan Par Taare Hai Beshumaar

Jitne Ke Iss Zameen Par Zarre Hai Beshumaar

Tere Siwaa Kissi Ko Na Laaya Nigaah Mein
Laakhon Haseen Aaye Jawaani Ki Raah Mein
Sadiyon Se Kar Raha Tha Tumhaara Hi Intezaar
Itna Hai Tumse Pyaar Mujhe Mere Raazdaar
Jitne Ke Aasmaan Par Taare Hai Beshumaar
Itna Hai Tumse Pyaar Mujhe Mere Raazdaar
Maine Bhi Tere Waaste Kitne Janam Liye
Tab Dil Ke Raasto Pe Jale Pyaar Ke Diye
Ek Din Jaroor Paaugi Itna Tha Aitbaar
Itna Hai Tumse Pyaar Mujhe Mere Raazdaar
Jitne Ke Iss Zameen Par Zarre Hai Beshumaar
Itna Hai Tumse Pyaar Mujhe Mere Raazdaar
Bekhud Banaa Diya Mujhe Tere Saaam Ne
Jannat Agar Mile To Na Loon Tere Saamne
Yeh Pyaar Woh Nasha Hai Ke Jisska Nahin Utaar
Itna Hai Tumse Pyaar Mujhe Mere Raazdaar
Jitne Ke Aasmaan Par Taare Hai Beshumaar
Itna Hai Tumse Pyaar Mujhe Mere Raazdaar
Jitne Ke Iss Zameen Par Zarre Hai Beshumaar
Itna Hai Tumse Pyaar Mujhe Mere Raazdaar
Itna Hai Tumse Pyar Song Lyrics from the movie/album Suraj released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Vyjayantimala. The song Itna Hai Tumse Pyar was sung by Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by T Prakash Rao. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts