??ishqa ishqa badmaash kare ishqa
Ishqa ishqa jag se na dare ishqa
Dil ki chori hai kaam yahi iska
Ishqa ishqa badmaash kare ishqa
Zyada mai to nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Hontho se kuch na karna
Aankho se kuch bhi kar ja
Ha zyada mai to nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Hontho se kuch na karna
Aankho se kuch bhi kar ja
Kar ja kuch bhi kar ja
Pal do pal ki sharafat hai
Baaki bigdi si aadat hai
Bachke rehna zara humse
Jahaan humse salamat hai
Pal do pal ki sharafat hai
Baaki bigdi si aadat hai
Bachke rehna zara humse
Jahaan humse salamat hai
Zyada mai to nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Hontho se kuch na karna
Aankho se kuch bhi kar ja
Ha zyada mai to nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Hontho se kuch na karna
Aankho se kuch bhi kar ja
Kar ja aankho se kuch bhi kar ja
Kar ja kuch bhi kar ja
Kar ja aankho se kuch bhi kar ja
Kar ja kuch bhi kar ja

