Ishq Na Kariyo Koi Song Lyrics from the movie/album Naqab released in the year 2016 starring Rishi Kapoor, Farha. The song Ishq Na Kariyo Koi was sung by Kamal Makhdoom. This movie/album was directed by Raj Khosla. The music was given by Kamal Makhdoom. The lyrics were Penned by Farooq Qaiser. The music rights for song purely belongs to T-Series

Ishq Na Kariyo Koi Lyrics

Udashi Thi Bechain Thi Hawa
Ek Roz Us Makan Se Mera Gujar Hua
Aisa Laga Kabar Mein Karwat Kisi Ne Li
Dekha Jo Maine Mud Ke To Aane Lagi Sada
Ishq Na Kariyo Koi
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi

Pahle Fasaya Nain Mein
Usko Bad Mein Baitha Roye
Jite Ji To Chain Na Aaya
Marke Bhi Na Soye
Jite Ji To Chain Na Aaya
Marke Bhi Na Soye
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi

Tuti Hui Si Kabar Thi Wo Us Garib Ki
Gujri Thi Umar Ishq Mein Jis Badnasib Ki
Maine Uthaye Hath Jo Padhne Ko Kafila
Nikli Mawar Ki Kabar Se Wahi Sada
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi

Ye Na Use Laga Kisi Aurat Ki Kabar Thi
Dekha Jo Gor Se Jo Mohabbat Ki Kabar Thi
Ek Gumsada Jawan Tha Baitha Waha
Girte The Uske Aansu To Aati Thi Yahi Sada
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi

Ek Aur Kabar Dekhi Maine Usi Jagah
Virani Jiski Dekh Ke Sadma Mujhe Hua
Aankho Mein Aansu
Aa Gaye Dil Se Utha Dhua
Ghabrake Main Jo Palta
To Aane Lagi Sada
Ishq Na Kariyo Koi Alla Meri Tauba
Ishq Na Kariyo Koi Alla Meri Tauba
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba
Ishq Na Kariyo Koi Alla Meri Tauba
Ishq Na Kariyo Koi Tauba Tauba.

Share your thoughts

Kamal makhdoom, Music by kamal makhdoom, Rishi kapoor, Naqab, Makhdoom, Rajesh hamal timro maya le, Sarkar ki aamad marhaba, Is shaane karam ka kya kehna lyrics, Mukhdoom, Rakhiyo mera naqab, Rajesh hamal song, Hamsar hayat nizami teri rehmato ka dariya, Hafiz jamal, Kapoor, Teri rehmato ka dariya sare aam chal raha hai, Kamal, Sharman joshi, Teri rehmato ka dariya original, Qara rasha, Qarara rasha, Kasak mithi mithi mazaa halka halka, Timro maya le k garyo