Ishq Ki Mai Bimar Ki Wallah Tir-e-nazar Hai Paar Lyrics | Dharti | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ishq Ki Mai Bimar Ki Wallah Tir-e-nazar Hai Paar Lyrics | Dharti | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ishq ki mai bimar ki walla tir e najar hai paar
Ki walla tujhse hua hai pyar hayi alla
Dil hai bekarar ki walla aankho me khumar
Ki walla tujhpe dil nishar huyi alla

Basre ki hoor hu haiya haiya haiya
Basre ki hoor hu haiya haiya haiya
Dil ka sarur hu haiya haiya haiya
Masti me chur hu chur hu haiya haiya

Ishq ki mai bimar ki walla tir e najar hai paar
Ki walla tujhse hua hai pyar hayi alla
Dil hai bekarar ki walla aankho me khumar
Ki walla tujhpe dil nishar huyi alla
Mai to bekhabar haiya haiya haiya
Mai to hu bekhabar haiya haiya haiya
Sehra ho isha par haiya haiya haiya
Chahe tu julm kar julm kar haiya

Ishq ki mai bimar ki walla tir e najar hai paar
Ki walla tujhse hua hai pyar hayi alla
Dil hai bekarar ki walla aankho me khumar
Ki walla tujhpe dil nishar huyi alla
Dil ki aawaj hu haiya haiya haiya
Ban ke dham taaj hu haiya haiya haiya
Ulfat ka raaj hu raaj hu raaj hu haiya

Ishq ki mai bimar ki walla tir e najar hai paar
Ki walla tujhse hua hai pyar hayi alla
Dil hai bekarar ki walla aankho me khumar
Ki walla tujhpe dil nishar huyi alla

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *