Ishq Ki Garmi E Jazbaat Song Lyrics from the movie/album Gazal released in the year 2016 starring Sunil Dutt, Meena Kumari Mehmood. The song Ishq Ki Garmi E Jazbaat was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Ved Madan. The music was given by Madan Mohan Kohli. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ishq Ki Garmi E Jazbaat Lyrics

Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm

Ishq Ki Garmi E Jazbaat Kise Pesh Karoon
Ishq Ki Garmi E Jazbaat Kise Pesh Karoon
Ye Sulagte Huye Din Raat Kise Pesh Karoon
Ishq Ki Garmi E Jazbaat Kise Pesh Karoon
Ishq Ki Garmi E

Husn Aur Husn Ka Har Naaz Hai Parde Mein Abhi
Husn Aur Husn Ka Har Naaz Hai Parde Mein Abhi
Apni Nazron Ki Shikayat Kise Pesh Karoon
Apni Nazaron Ki Shikayat Kise Pesh Karoon
Ishq Ke Garmi E

Teri Aawaaz Ke Jadoo Ne Jagaya Hai Jinhen
Teri Aawaaz Ke Jadoo Ne Jagaya Hai Jinhen
Wo Tassawur Wo Khayalat Kise Pesh Karoon
Wo Tassawur Wo Khayalat Kise Pesh Karoon
Ishq Ki Garmi E

Ae Meri Jaan E Ghazal
Ae Meri Imaan E Ghazal
Ae Meri Jaan E Ghazal
Ae Meri Imaan E Ghazal
Ab Siwaa Tere
Ye Naghmaat Kise Pesh Karoon
Ab Siwaa Tere
Ye Naghmaat Kise Pesh Karoon
Ishq Ki Garmi E

Koi Hamraaz To Paaoon
Koi Hamdam To Miley
Koi Hamraaz To Paaoon
Koi Hamdam To Miley
Dil Ki Dhadkan Ke
Ishaaraat Kise Pesh Karoon
Dil Ki Dhadkan Ke
Koi Hamraaz To Paaoon
Koi Hamdam To Miley
Dil Ki Dhadkan Ke
Ishaaraat Kise Pesh Karoon
Ishq Ki Garmi E Jazbbat Kise Pesh Karoon
Ye Sulagte Huye Din Raat Kise Pesh Karoon
Ishq Ki Garmi E.

Share your thoughts

Rang aur noor ki baraat meena kumari mehmood, Rang aur noor ki baraat madan mohan kohli, Meena kumari mehmood, Madan mohan, Madan mohan kohli, Rang aur noor ki baraat ghazal by mohammad rafi, Mohammad rafi best ghazal, Gilmpse of madan mohan life journey, Facts about madan mohan, Meena kumari, Rang aur noor ki baraat kise pesh karoon mohammad rafi, Rang aur noor ki baraat sunil dutt, Mohammed rafi, Rang aur noor ki baraat ghazal, Hit songs mohammed rafi