Ishq Ki Baate Lyrics | Saadgi (Album) | Lata Mangeshkar | Mayuresh Pai

Ishq Ki Baate Lyrics | Saadgi (Album) | Lata Mangeshkar | Mayuresh Pai

Ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain
Ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain
Ab sab raatein suni raatein lagti hain
Ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain

Paas gaye to
Wo aansu ki ladiyan thi
Ho paas gaye to
Wo aansu ki ladiyan thi
Dur se taaron ki baaratein lagti hain
Dur se taaron ki baaratein lagti hain
Ab sab raatein suni raatein lagti hain
Ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain

Pyar
Mohabbat
Ishq khuluso
Mehar wafa
Pyar
Mohabbat
Ishq khuluso
Mehar wafa
Dil tujh par bhi kitni ghaatein lagti hain
Dil tujh par bhi kitni ghaatein lagti hain

Ek zara sa daag e dil dhone ke liye
Ek zara sa daag e dil dhone ke liye
Ashqo ki kitni barsatein lagti hain
Ashqo ki kitni barsatein lagti hain
Ab sab raatein suni raatein lagti hain
Ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *