Ishq Ka Rutba Rab Se Uncha Lyrics | Ek Dhun Pyar Ki | Vipin Sachdeva | Aadesh Shrivastava

Ishq Ka Rutba Rab Se Uncha Lyrics | Ek Dhun Pyar Ki | Vipin Sachdeva | Aadesh Shrivastava

Ho ishq ka rutaba rab se uncha
Ishq se rab bhi haara
Pyaar dilo me
Paida karke roya wo bechara
Ho rabba
Ho rabba yaar kisi ka juda na howe
Rabba yaar kisi ka
Yaar bina jag suna
Ho pyaar bina jag suna
Ho rabba
Ho rabba yaar kisi ka juda na howe
Rabba yaar kisi ka

Hain yaar ka didaar rab jaisa
Nahi koi hain mrere yaar ke jaisa
Lage nazar mere pyaar ko
De du saari umariyaa bhi yaar ko
Yaar bina jag suna
Ho pyaar bina jag suna
Ho rabba
Ho rabba yaar kisi ka juda na howe
Rabba yaar kisi ka

Main maangu bas milane ki duaaye
Ab to sun le meri tu sadaay
Dhudhati hain nigaahe dildaar ko
Koi mujhse mila de mere yaar ko
Ho yaar bina jag suna
Ho pyaar bina jag suna
Ho rabba
Ho rabba yaar kisi ka juda na howe
Rabba yaar kisi ka
Yaar bina jag suna
Ho pyaar bina jag suna
Yaar bina jag suna
Pyaar bina jag suna

Ho ishq ka rutaba rab se uncha
Ishq se rab bhi haara
Pyaar dilo me
Paida karke roya wo bechara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *