Ishq Bhi Kiya Re Maula Lyrics | Jism 2 | Ali Azmat | Arko Pravo Mukherjee

Ishq bhi kiya re maula dard bhi diya re maula – 2
Yun toh khush raha magar kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya re maula ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaki

Tu nahi dikha re maula sab nahi bika re maula
Aur jahan rukha wahan pe jaam hai kaali
Dum taram taram taram ta – 2
Chaha ki kami mein tu hai aankh ki nami mein tu hai
Aansu mein tu pyaas mein tu saans mein tu
Bewaja hasi mein tu hai jo dhike ussi mein tu hai
Ishq mein tu rashq mein tu jaan mein tu

Ishq bhi kiya re maula dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya re maula ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaki

Tu nahi dikha re maula sab nahi bika re maula
Aur jahan rukha wahan pe jaam hai kaali
Dum taram taram taram ta – 2

Zeast ki sacchayiyon se rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se tu guzar zara
Zeast ki sacchayiyon se rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se tu guzar zara
Dum taram taram taram ta – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *