Ishk Kaa Dard Sohana Ho Lyrics | Ishara | Vatsala Kumthekar | Khurshid Anwar

Ishk Kaa Dard Sohana Ho Lyrics | Ishara | Vatsala Kumthekar | Khurshid Anwar

Ishq ka dard sohana ho
Ishq ka dard sohana ho
Ishq ka dard sohana ho
Ishq ka dard sohana

Ek pahlu me diya dil to diya kya tune
Ek pahlu me diya dil to diya kya tune
Iss tarah dard se khali hai kiya kya tune
Iss tarah dard se khali hai kiya kya tune
Kabhi dil se jigar me aana ho
Dil se jigar me aana ho
Ishq ka dard sohana ho
Ishq ka dard sohana ho
Ishq ka dard sohana

Tu tadapta hai jara
Tu tadapta hai jara
Unke chale jane se
Kyun nahi maanta haye
Kyun nahi maanta haye
Mere samjhane se
Mere dil ko tumhi samjhana ho
Dil ko tumhi samjhana ho
Ishq ka dard sohana ho
Ishq ka dard sohana ho
Ishq ka dard sohana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *