Ishk Abhee Tak Jinda Hain Lyrics | Bhaggmati | Vinod Sehgal | Vishal Bhardwaj

Ishk Abhee Tak Jinda Hain Lyrics | Bhaggmati | Vinod Sehgal | Vishal Bhardwaj

Bit gayi hain sadiya lekin
Ishk abhi tak jinda hain
Bhul gaya tarikh jamana
Ishk abhi tak jinda hain
Ek khuda ke sau jalwo se
Har jarra sa jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain

Yaha ka har patthar kehta hain afsana dildaro ka
Har khandar me poshida hain sapna chand sitaro ka
Yaha ki fijaaye hain wado ki
Mausam hain didar ka
Ishk hakikat ishk fasana
Ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak
Abhi tak
Abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain mere saiya
Mere saiya

Kaho hawao se phul chadhaye
Phul chadaye phul chadaye
Phul chadaye phul chadaye kaho fijao se rang udaye
Rang udaye rang udaye rang udaye rang udaye
Kaho hawao se phul chadhaye
Kaho fijao se rang udaye
Kaho gagan se shish jhukaye
Shish jhukaye shish jhukaye
Shish jhukaye shish jhukaye
Yeh dharti hain dilwalo ki
Yeh mandir hain pyar ka
Taj raha na takht yaha pe
Ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak abhi tak jinda hain
Ishk khuda hain
Ishk nabi hain
Ishk hain lamha
Ishk sadi hain
Ishk hi mira ka iktara
Ishk hi majnu ka banjara
Ishk hi jam jam ka fauara
Ishk hi ganga ji ki dhara
Yahi woh miti hain jisne har bhed bhav mitaya tha
Yahi mohammad kuli ko sabne dil ko dharam banaya tha
Ek khuda ke sau jalwo se
Har jarra sa jinda hain
Ishk abhi tak abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
Ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *