Is Pyar Ne Diwana Bana Rakha Hai Lyrics | Kashmir Ki Kali | Geeta Dutt

Is Pyar Ne Diwana Bana Rakha Hai Lyrics | Kashmir Ki Kali | Geeta Dutt

Haay is pyar ne haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana
Haay is pyar ne
Mujhko in bholi adaao ne haay
Mujhko in bholi adaao ne
Mastana bana rakha hai
Mastana
Haay is pyar ne

Raat din chain mujhe lene nahi deti hai
Haa nahi deti hai
Raat din chain mujhe lene nahi deti hai
Haa nahi deti hai
Dil mein armaano ne
Dil mein armaano ne
Ek bojh utha rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana
Haay is pyar ne

Teri in mast nighao ke main haay
Teri in mast nighao ke main
Kurbaan jaau haa haa kurbaan jaau
Teri in mast nighao ke main
Kurbaan jaau haa haa kurbaan jaau
Jisme dilnashi
Jisme dilnashi
Mere dil me bula rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana
Haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana
Haay is pyar ne

Teri marzi hai
Teri marzi hai
Wafaa kar ya jafa kar mujhse
Ha jafa kar mujhse
Teri marzi hai
Teri marzi hai
Wafaa kar ya jafa kar mujhse
Ha jafa kar mujhse
Maine to dil se
Maine to dil se tujhe
Apna bana rakha hai
Ha apna bana rakha hai
Ha apna
Haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana
Haay is pyar ne

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *