Is pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho
Kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain
Is pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Tumhein dekh ke yaad aayi
Wahi bisari kahaani
Deewane ka kissa
Ya phir ek deewaani
Dono sang sang rehte har dum
Aisa ye maine suna hai
Is pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho
Kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain
Ishq hua
Tum bata do yaad koi
Kya puraani leke aau
Ya nishaani deti jau
Ya kahaani leke jau
Ya ki man chhod du jaaye
Ye jaata
Jaata jahaan hai
Is pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho
Kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain
Is pal main hoon
| Movie | Aaja Nachle |
| Singer | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Director | Anil Mehta |
| Music Composer | Salim Sulaiman |
| Lyricist | Piyush Mishra, Jaideep Sahni, Asif Ali Beg |
| Star Cast | Madhuri Dixit, Akshaye Khanna, Konkona Sen Sharma, Kunal Kapoor, Ranvir Shorey, Irrfan Khan, Divya Dutta, Vinay Pathak, Yashpal Sharma, Akhilendra Mishra, Jugal Hansraj, Sushmita Mukherjee, Uttara Baokar, Vinod Nagpal, Asha Sachdev, Darshan Jariwala, Ragh |

