Is Pal Ko (Title) Song Lyrics from the movie/album Is Pal Ko released in the year 2017 starring Ali Quli Mirza, Mustafa Khan. The song Is Pal Ko (Title) was sung by Ali Quli Mirza, Ustad Ghulam Mustafa Khan. This movie/album was directed by Team Dg. The music was given by Atif Ali. The lyrics were Penned by Flint J. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Is Pal Ko (Title) Lyrics

Apna Andaz Hai Naya
Sur Bhi Aur Saaz Bhi Naya
Karne Hain Aaye Hum Yahan
Dil Ki Baatein

Hoga Tumne Bhi Yeh Suna
Kuchh Pal Ki Roshni Yahan
Milkar Samet Lein
Yeh Kho Na Jaayein

Roke Koyi Rok Na Sake
Aaj Hum Nahin Sun’ne Wale
Karni Hain Manmaniyan

Toke Humein Tokte Rahein
Par Kisi Ki Nahin Chalne Wali
Karni Hain Shaitaniyan

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Sunenge Aaj Dil Ki Sadaa

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Aa Kar Lein Jo Kabhi Na Kiya
Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Aa Kar Lein Jo Kabhi Na Kiya

Dekho Kaisa Hai Yeh Samaa
Khushiyon Se Aaj Hai Bhara
Phir Ghumsum Tu Kyun Khada
Mere Yaara

Jo Hai Mera Woh Hai Tera
Kuchh Bhi Tujhse Hai Na Chhupa
Aisi Hai Apni Yaariyan
Jaane Zamana

Roke Koyi Rok Na Sake
Aaj Hum Nahin Sun’ne Wale
Karni Hain Manmaniyan

Toke Humein Tokte Rahein
Par Kisi Ki Nahin Chalne Wali
Karni Hain Shaitaniyan

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Sunenge Aaj Dil Ki Sadaa

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Aa Kar Lein Jo Kabhi Na Kiya
Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Aa Kar Lein Jo Kabhi Na Kiya

Teri Aur Meri Yaari
Pad Gayi Duniya Pe Bhari
Sadti Kyun Duniya Humse
Yeh Baat Samajh Nai Aari

Sun Mere Bhai Gusse Ko Hata
Chal Aakar Humse Hath Mila
Aaja Kar Lein Party Milkar
Abhi To Padi Hai Raat Saari

Yaaron Ne Hai Raat Saja Di
Ho Jave Na Koyi Kharabi
Lagte Hain Hum Seedhe Saadhe
Par Hai Shauk Nawabi

Top To Bottom Pehna Maine
From Gucci To Versace
Aaja Tujhko Gehdi Lawaan Doon
In My Latest Ferrari

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Sunenge Aaj Dil Ki Sadaa
Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Aa Kar Lein Jo Kabhi Na Kiya

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Sunenge Aaj Dil Ki Sadaa
Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Aa Kar Lein Jo Kabhi Na Kiya.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ustad ghulam mustafa khan, Ustad ghulam mustafa khan coke studio, Sanam re song of mustafa khan with lyrics, Sanam re full song of mustafa khan, Mustafa khan, Mustafa khan 2017, Ali quli mirza, Sanam re full lyrics song, Mirza, Vir das stand up comedy, Aastana alia ghousia ajmeria, Rahat ali khan, Sanam re title song, Sanam re title track, Sanam re title track song, Politics, Ali ali mola, Soha ali khan, Tahir ul qadri, Chiragh e chisht shah e auliya gharib nawaz