Is Duniya Me Humne Dekhe Lyrics | Maa | Afzal Hussain, Asha Bhosle | S K Pal

Is Duniya Me Humne Dekhe Lyrics | Maa | Afzal Hussain, Asha Bhosle | S K Pal

Bura na mano bade char sau bees hai
Bade char sau bees char sau bees char sau bees hai
Bade char sau bees char sau bees hai
Char sau bees hai sach kahte hai
Bura na mano bade char sau bees hai

Iski pagdi uske sar par uski us par
Isi lafad dhokho me ye lete apni jebe bhar
Bees agar ho tum pyare bees agar ho tum pyare
Ye tumse ikkis hai
Bura na mano bade char sau bees hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano bade char sau bees hai
Bade char sau bees char sau bees char sau bees hai

Kad hai chota pet mota golgappakar hai
Ye jo kutte se khade hai seth chopat lal hai
Kale dhandho ke rupayo se tond inki tan gayi
Haye tond inki tan gayi
Pagdiya le leke inki pagdi pagda ban gayi
Inse bachke rahna ji inse bachke rahna ji
Ye dil ke bade khabis hai sach kahte hai agar
Bura na mano bade char sau bees hai
Bade char sau bees char sau bees
Char sau bees hai sach kahte hai agar
Bura na mano bade char sau bees hai

Kad hai lamba jaise khamba ullu jaise nain hai
Gal pichke bal chipke aap gentleman hai
Chal diye angerj apne suit inko de gaye
Jab gaye bahar videshi apne but inko de gaye
Inse jan chudane wale inse jan chudane wale
Bas kewal jagdish hai sach kahte hai agar
Bura na mano bade char sau bees hai
Bade char sau bees char sau bees
Char sau bees hai sach kahte hai agar
Bura na mano bade char sau bees hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano bade char sau bees hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *