Is Duniya Ka Ulta Charkha Song Lyrics from the movie/album Paisa Hi Paisa released in the year 2018 starring Kishore Kumar, Mala Sinha. The song Is Duniya Ka Ulta Charkha was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Mehrish. The music was given by Anil Biswas. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Is Duniya Ka Ulta Charkha Lyrics

Is Duniya Ka Ulta Charkha
Ulte Re Taanebaane
Jo Gyaani Insaan Na Samjhe
Vo Ek Panchhi Jaane
Ke Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me
Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me
Ho Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me

Ruthe Ho Balma To Chidiya
Vo Tarkib Bataye
O Gori Ruthe Ho Balma To Chidiya
Vo Tarkib Bataye
Are Duad Ke Aaye Ruthne Wala
Aur Gale Lag Jaaye
Re Bhaag Jaga Le
Bigdi Bana Le
Piya Ko Mana Le
Hans Ke Hansa Le
Humko Bula Le Gori
Bole Mere Pinjre Me
Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me
Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me

Saadhu Kya Saccha Hai Tu
Bilkul Saccha
Fir Man Ki Batiya Puchu
Puchh Le Baccha
Kab Ruthe Piya Milenge
Ye To Chidiya Jaane
Chidiya Ji Batlaao Na
Chidiya Ji Batlaao Na
De Chaar Aane
De Chaar Aane
Le Chaar Aane Bol Mere Ghar Beta Hoga Kis In
Ye Le
Ye Le
Le Chaar Aane Bol Mere Ghar Beta Hoga Kis In
Bol Beta Hoga Kis Din
Chidiya Kehti Ho Jaayega
Rona Kaahe Nisdin
Re Haag Jaga Le
Bigdi Bana Le
Piya Ko Mana Le
Hans Ke Hansa Le
Humko Bula Le Gori
Bole Mere Pinjre Me
Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me
Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me

Saadhu Kya Saccha Hai Tu
Bilkul Saccha
Fir Man Ki Batiya Puchu
Puchh Le Baccha
Kismat Kab Kaam Karegi
Kar Jaayegi
Kab Meri Maang Bharegi
Nahi Bharegi
Kyu
Ae Bhar Jaayegi
Bhar Jaayegi
Kab Buddhi Saas Maregi Haay Re
Are Mar Jaayegi
Mar Jaayegi Baai Re

Bhaag Jaga Le
Bigdi Bana Le
Piya Ko Mana Le
Hans Ke Hansa Le
Humko Bula Le Gori
Bole Mere Pinjre Me
Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me
Takdeer Ki Chidiya
Bole Mere Pinjre Me

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kishore kumar, Paisa hi paisa (1956) lyrics, Is duniya ka ulta charkha (from 'paisa hi paisa'), Paisa hi paisa, Paise ka mantar (from 'paisa hi paisa'), Kishore kumar chham chhama chham tumhari duniya se humari duniya, Pyar kiya jhak mari (from 'paisa hi paisa'), Anil biswas, Fariyad hai fariyad suno (from 'paisa hi paisa'), Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar ke gane, Kishore kumar sad songs, Kishore, Kishor kumar, Kishore kumar song