Insha Allah Aaj Ki Raat (Version 2) Song Lyrics from the movie/album Karishma Kali Ka released in the year 2018 starring Shatrughan Sinha, Amrita Singh. The song Insha Allah Aaj Ki Raat (Version 2) was sung by Sapna Mukherjee. This movie/album was directed by Ashok Punjabi. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Anjaan

Insha Allah Aaj Ki Raat (Version 2) Lyrics

Insha Allah
Pyaar Ki Saugaat Yaad Rakhogi
Aaj Ki Ye Raat Yaad Rakhogi
Pyaar Ki Saugaat Yaad Rakhogi
Aaj Ki Ye Raat Yaad Rakhogi
Insha Allah

Heere Moti Jaise
Geeto Ke Ye Tohfe
Chun Chun Ke Laaya Hu
Aap Ke Shahar Ko
Apne Shahar Ka
Pyaar Dene Aaya Hu
Heere Moti Jaise
Geeto Ke Ye Tohfe
Chun Chun Ke Laaya Hu
Aap Ke Shahar Ko
Apne Shahar Ka
Pyaar Dene Aaya Hu
Insha Allah

Pyaar Ki Saugaat Yaad Rakhogi
Aaj Ki Ye Raat Yaad Rakhogi
Pyaar Ki Saugaat Yaad Rakhogi
Aaj Ki Ye Raat Yaad Rakhogi
Insha Allah

Waqt Ye Chhandi Sona
Waqt Jara Nahi Khona
Anmol Hai Har Ghadi
Husn Kaa Saagar Pee Lo
Har Pal Pyaar Me Ji Lo
Ek Pal Hai Ek Jindagi
Waqt Ye Chhandi Sona
Waqt Jara Nahi Khona
Anmol Hai Har Ghadi
Husn Kaa Saagar Pee Lo
Har Pal Pyaar Me Ji Lo
Ek Pal Hai Ek Jindagi
Insha Allah

Pyaar Ki Saugaat Yaad Rakhogi
Aaj Ki Ye Raat Yaad Rakhogi
Pyaar Ki Saugaat Yaad Rakhogi
Aaj Ki Ye Raat Yaad Rakhogi
Insha Allah

Naacho Ae Jaaneman
Gham Hai Dil Ka Dushman
Gham Ko Naa Paas Aane Do
Mit Jaayega Sadma
Pyaar Bhara Ye Nagma
Hontho Ko Chhu Jaane Do
Naacho Ae Jaaneman
Gham Hai Dil Ka Dushman
Gham Ko Naa Paas Aane Do
Mit Jaayega Sadma
Pyaar Bhara Ye Nagma
Hontho Ko Chhu Jaane Do
Insha Allah

Pyaar Ki Saugaat Yaad Rakhogi
Aaj Ki Ye Raat Yaad Rakhogi
Pyaar Ki Saugaat Yaad Rakhogi
Aaj Ki Ye Raat Yaad Rakhogi
Insha Allah

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Bappi lahiri songs, Bappi lahiri, Sapna mukherjee songs, Insha allah aaj ki raat yaad karoge, Bappi lahiri music, Music - karishma kaali kaa, Bappi lahiri hit songs, Karishma kaali kaa, Karishma kali ka, Bappi lahri music, Bappi lahri songs, Amitabh | meenakshi, Arati mukherjee bengali songs, Kon se alor swapna niye, Rana bappi jari, Saal ke baarah mahine with lyrics, Lata | mohd aziz, Arati mukherjee songs, Humko aaj kal hai intezaar lyrics in hindi