Insaaf Lyrics | Suraj Chauhan

Insaaf Lyrics | Suraj Chauhan

Thukra ke chal diye tum
Lamhein the hazaar
Ek baari bhi nahi socha
Hoga mera kya

Thukra ke chal diye tum
Lamhein the hazaar
Ek baari bhi nahi socha
Hoga mera kya

Agar dhokha sahi hai to
Tere bhi sath ye hoga
Khuda ne zindagi di hai
To phir insaaf bhi hoga

Agar dhokha sahi hai to
Tere bhi sath ye hoga
Khuda ne zindagi di hai
To phir insaaf bhi hoga

Pee raha hoon jee raha hoon
Hothon ko main see raha hoon
Katra katra mar bhi jaunga

Pee raha hoon jee raha hoon
Hothon ko main see raha hoon
Katra katra mar bhi jaunga

Faanslein chahe jitne ho
Hum tere rahenge tere rahenge
Kehte the mujhe

Karwatein badalte wakt bhi
Khuda se maut bhi
Maang lete hai hum

Dard itna dena
Ki jitna jhel pao
Khilauna nahi dil hai
Ki humse khel jao

Agar dhokha sahi hai to
Tere bhi sath ye hoga
Khuda ne zindagi di hai
To phir insaaf bhi hoga

Agar dhokha sahi hai to
Tere bhi sath ye hoga
Khuda ne zindagi di hai
To phir insaaf bhi hoga

Pee raha hoon jee raha hoon
Hothon ko main see raha hoon
Katra katra mar bhi jaunga

Pee raha hoon jee raha hoon
Hothon ko main see raha hoon
Katra katra mar bhi jaunga.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *