Inn Aankhon Mein Tum Song Lyrics from the movie/album Jodha Akbar released in the year 2016 starring Rajat Tokas, Chhaya Ali Khan. The song Inn Aankhon Mein Tum was sung by Pamela Jain. This movie/album was directed by Santram Verma

Inn Aankhon Mein Tum Lyrics

Inn Aankhon Mein Tum Jab Se Base Ho
Saara Jag Roop Tera
Inn Aankhon Mein Tum Jab Se Base Ho
Saara Jag Roop Tera
Preet Ye Rang Ab To Tere Sang
Aur Bhi Ho Gaya Gehara
Inn Aankhon Mein Tum Jab Se Base Ho
Saara Jag Roop Tera

Inn Aankhon Mein Tum
Jab Se Ho Gaye Ghoom
Saara Jahaan Tera Chehara
Preet Ye Rang Ab To Tere Sang
Aur Bhi Ho Gaya Gehara
Inn Aankhon Mein Tum
Jab Se Ho Gaye Ghoom
Saara Jahaan Tera Chehara
Preet Ye Rang Ab To Tere Sang
Aur Bhi Ho Gaya Gehara

Ishq Hain Woh Ehsaas
Ishq Hain Woh Jazbaat
Badal De Ye Duniya
Badal De Ye Halaat
Ishq Hain Woh Ehsaas
Ishq Hain Woh Jazbaat
Badal De Ye Duniya
Badal De Ye Halaat

Inn Aankhon Mein Tum
Jab Se Ho Gaye Ghoom
Saara Jahaan Tera Chehara
Preet Ye Rang Ab To Tere Sang
Aur Bhi Ho Gaya Gehara

Matware Tore Nain Baawarein
Tune Chhiina Chain Saanwarein
Aan Millo Bhari Rain Piyaare
Baat Kate Mere Nain Baawarein.

Share your thoughts

Jodha akbar, Inn aankhon mein tum lyrics from tv show jodha akbar (2013), In aankhon mein tum jab se base gya ho jodha akbar song, Jodha akbar serial, Jodha akbar sad song, Inn aankhon mein tum song lyrics, Inn aankhon mein tum hindi lyrics, Jodha akbar full movie, Inn aakhon me tum song lyrics, Jodha akbar romantic serial song, Jab se base gya ho jodha akbar song, Jodha akbar romentic song, Preet ya rang sa ab se tera sang jodha akbar song, Jodha akbar romantic sences