Iman Kaa Asar Lyrics | Dor | Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan | Salim Sulaiman

Iman Kaa Asar Lyrics | Dor | Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan | Salim Sulaiman

Jalati dhup me halki hawa chal gayi
Mila bhrosa yar kaa
Ja phir sambhal gayi

Khwaaish saans le
Janjire pighal gayi
Saba ummid ko mathe pe yu mal gayi
Sune sehraao me hasrat pali hai
Tufan me aaj ye shamma jali hai
Shayad hai ye dosti
Ya iman kaa asar
Shayad hai ye dosti
Ya iman kaa asar
Aage kya likha hamko kya khabar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar

Din mehak mehak gaya
Raat machal machal gayi
Chah jara tha ab magar
Niyat badal badal gayi

Din mehak mehak gaya
Raat machal machal gayi
Chah jara tha ab magar
Niyat badal badal gayi
Ho bechain jindagi sukun paye
Dil ki ye aarju lab tak to aaye
Shayad hai ye dosti
Ya iman kaa asar
Shayad hai ye dosti
Ya iman kaa asar
Aage kya likha hamko kya khabar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar

Jalati dhup me halki hawa chal gayi
Mila bhrosa yar kaa
Ja phir sambhal gayi

Kaisa saaj hai
Tanha ja behal gayi
Dhimi si taal par
Aashaye machal gayi
Sune sehraao me hasrat pali hai
Tufan me aaj ye shamma jali hai
Shayad hai ye dosti
Ya iman kaa asar
Shayad hai ye dosti
Ya iman kaa asar
Aage kya likha hamko kya khabar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar
Imaan kaa asar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *