Ik Tere Nazar Na Aane Se Song Lyrics from the movie/album Geet Bahar (Album) released in the year 2018. The song Ik Tere Nazar Na Aane Se was sung by Anuradha Paudwal, S.P. Balasubramaniam. The music was given by Bhushan Dua

Ik Tere Nazar Na Aane Se Lyrics

Ik Tere Nazar Na Aane Se
Ho Ik Tere Nazar Na Aane Se
Ye Dil Bekaraar Hai
Ye Dil Bekaraar Hai
Kyun Dil Bekaraar Hai
Kyun Dil Bekaraar Hai
Mujhko To Aisa Lagta Hai
Shayad Shayad Shayad Ye Pyaar Hai
Kyun Dil Bekaraar Hai
Ik Tere Nazar Na Aane Se

Hasin Rut Hai To Kya
Khili Baharei To Kya
Jalwe Tere Nahin To
Kuch Bhi Nahin Yaha
Jaane Ye Kaisi Lagan
Uthi Hai Dil Mein Chubhan
Tujhse Hoke Judaa
Ab Main Jaaun Kahaan
Saathi Mere Aa Sunle Ye
Dil Ka Tu Qaraar Hai
Dil Ka Tu Qaraar Hai
Kyun Dil Beqaraar Hai
Ik Tere Nazar Na Aane Se

Nazar Machalne Lagi
Ye Shaam Dhalne Lagi
Phir Tanhaai Pukaare
Ye Dil Udaaas Hai
Huyi Tamanna Jawaan
Na Jaane Tu Hai Kahaan
Bas Ek Tera Tasvoor
Ab Mere Paas Hai
Mehki Mehki Kuch Yaado Ka
Mujhpe Ye Khumaar Hai
Mujhpe Ye Khumaar Hai
Kyun Dil Beqaraar Hai
Ik Tere Nazar Na Aane Se
Ye Dil Bekaraar Hai
Ye Dil Bekaraar Hai
Kyun Dil Bekaraar Hai
Kyun Dil Bekaraar Hai
Mujhko To Aisa Lagta Hai
Shayad Shayad Shayad Ye Pyaar Hai
Kyun Dil Bekaraar Hai
Ik Tere Nazar Na Aane Se
Ik Tere Nazar Na Aane Se
Ik Tere Nazar Na Aane Se
Ho Ik Tere Nazar Na Aane Se

Share your thoughts

Anuradha paudwal songs, Anuradha paudwal, S p balasubramaniam hindi songs, Roz sham aati hai magar aesi lyrics, Lyrics of roz sham aati hai magar aesi, Roz sham aati hai magar aesi lyrics in hindi, Roz shaam aati thi magar aisi na thi lyrics, Anuradha paudwal old songs, Roz shaam aati thi magar aisi na thi karaoke with lyrics, Roz sham aati hai magar aesi lata mangeshkar, Lata mangeshkar roz sham aati hai magar aesi, Tumse jo dekhte hi pyar hua lyrics