Ik Chamelee Key Mandave Tale Lyrics | Cha Cha Cha | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Ik Chamelee Key Mandave Tale Lyrics | Cha Cha Cha | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale
Maikade se zara dur us mod par
Maikade se zara dur us mod par
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

Pyar harfe wafa pyar unka khuda
Pyar harfe wafa pyar unka khuda pyar unki chita
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

Osh me bhigte chandani me nahate huye
Osh me bhigte chandani me nahate huye
Jaise do tajaru tajadam phul pichhle pahar
Jaise do tajaru tajadam phul pichhle pahar
Thandi thandi chabutro chaman ki hawa
Thandi thandi chabutro chaman ki hawa
Sarfe matam huyi
Sarfe matam huyi sarfe matam huyi
Kali kali lato se lipat garm ruksar par
Ek pal ke liye ruk gayi
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

Oo humne dekha unhe din me aur rat me nuro julmat me
Humne dekha unhe
Humne dekha unhe din me
Aur rat me nuro julmat me
Maszido ke minaro ne dekha unhe
Mandiro ke kivado ne dekha unhe
Maikade ke darado ne dekha unhe dekha unhe dekha unhe
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

Ye bata char agar teri zambil me
Teri zambil me
Ye bata char agar
Ye bata char agar teri zambil me teri zambil me
Nuskhaye kimi aaye mohabbat bhi hai
Nuskhaye kimi aaye mohabbat bhi hai
Kuch ilajo mudwaye ulfat bhi hai
Ulfat bhi hai ulfat bhi hai
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *