Idhar Toh Haath La Pyaare Song Lyrics from the movie/album Aakhri Dao. The song Idhar Toh Haath La Pyaare was sung by Mohammad Rafi. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Idhar Toh Haath La Pyaare Lyrics

(Idhar Toh Haath La Pyaare, Dikhaau Din Ko Bhi Taare
Likha Hai Kya Lakiro Mein Fakiro Se Sun Jaa Re) – (2)
Idhar Toh Haath La Pyaare

Likha Hai Tujhko Toh Kisi Se Ulfat Hai
Magar Uss Jaalim Ko Tujhse Nafarat Hai
Woh Chaahe Auro Ko Yeh Teri Kismat Hai
Yeh Jaalim Pyaar Dikhalata Hai Kya Kya Najaare
Idhar Toh Haath La Pyaare, Dikhaau Din Ko Bhi Taare
Likha Hai Kya Lakiro Mein Fakiro Se Sun Jaa Re
Idhar Toh Haath La Pyaare

Lakire Kehati Hain Yeh Tere Haatho Mein
Ki Tera Mann Ulajha Hai Aisi Baato Mein
Ki Sona Mushkil Hai Tujhe Abb Raato Mein
Yeh Tere Bhed Khole Hain Lakiro Ne Saare
Idhar Toh Haath La Pyaare, Dikhaau Din Ko Bhi Taare
Likha Hai Kya Lakiro Mein Fakiro Se Sun Jaa Re
Idhar Toh Haath La Pyaare

Kiya Hai Jo Tune Wahi Paayega Tu
Buri Hogi Beta Jo Chipaayega Tu
Fakiro Se Bach Ke Kaha Jaayega Tu
Teri Kismat Ki Chaabi Hai Mere Haatho Pyaare
(Idhar Toh Haath La Pyaare, Dikhaau Din Ko Bhi Taare
Likha Hai Kya Lakiro Mein Fakiro Se Sun Jaa Re) – (2)
Idhar Toh Haath La Pyaare

Share your thoughts

Idhar to haath la pyare, Mohammed rafi, Asha bhosle aakhri dao humsafar saath apna chhod chale, Best of mohammad rafi, Mohammad rafi hit songs, Pyaar mohabbat happy lucky, Best of mohammed rafi, Mohammed rafi hit songs, Jaane kahan mera jigar gaya, Mohammad rafi old classic songs, Mohammad rafi sad songs, Mohammad rafi, Mohammad rafi hit sad songs, Lyrics, Mohammad rafi solo hit songs, Mohammad rafi evergreen songs, Mohammad rafi songs, Mohammad rafi asha bhosle songs