Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Jab kabhi paigame ulfat aa gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya
Pyar kehte hai jise
Hai konse jadu ka naam
Pyar kahte hai jise
Hai konse jadu ka naam
Aankh karti hai ishara dil ka
Ho jata hai kaam
Muskura kar chot jab dil kha gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya
Is mohabbat ko tadap samjhe
Ya betabi kahe
Is mohabbat ko tadap samjhe
Ya betabi kahe
Bekarari din ki ya rato ki betabi kahe
Raz ye jiske samjh me aa gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya

