(Diwaane hum yaar ke, parwaane hum pyaar ke
Hamase hain nagame jawaan
Hamase hai saara jahaan – (2)) – (2)
(Gumsum ho agar hum to ghata chhaaye
Muskaaye to viraane sanwar jaaye) – (2)
Hum aise hain mastaane, har koyi humako maane – (2)
Ho hamase hai saara jahan – (2)
Diwaane hum yaar ke, parwaane hum pyaar ke
Hamase hain nagame jawaan, hamase hai saara jahaan
(Raaton ke andhere mein jidahr dekho
Ujaale savere mein jidhar dekho) – (2)
To hum hi hum milate hain, hum jaise kam milate hain – (2)
Diwaane hum yaar ke, parwaane hum pyaar ke
Hamase hain nagame jawaan, hamase hai saara jahaan