Humne To Bas Itna Hi Jana Lyrics | Shikhar | Anuradha Paudwal | Nikhil Vinay

Humne To Bas Itna Hi Jana Lyrics | Shikhar | Anuradha Paudwal | Nikhil Vinay

Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana
Sau tirath karne ke barabar
Sau tirath karne ke barabar
Ik rutha hua yaar manana

Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana
Sau tirath karne ke barabar
Sau tirath karne ke barabar
Ik rutha hua yaar manana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana

Yaar ke paanv jahan pad jaaye
Pyaar ke phool wahan khil jaaye
Yaar ke paanv jahan pad jaaye
Pyaar ke phool wahan khil jaaye
Pyaar ke phool wahan khil jaaye
Ishq me rab mil jaaye to phir
Ishq me rab mil jaaye to phir
Aur kahin kya aana jaana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana
Sau tirath karne ke barabar
Sau tirath karne ke barabar
Ik rutha huaa yaar manana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana

Maana do din ki zindagani
Lekin lambi hain ye kahani
Maana do din ki zindagani
Lekin lambi hain ye kahani
Lekin lambi hain ye kahani
Dhoop chhanv ke khel me dekha
Dhoop chhanv ke khel me dekha
Jism naye hain ishq puarana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana
Sau tirath karne ke barabar
Sau tirath karne ke barabar
Ik rutha huaa yaar mana na
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana

Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaaq zamana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *