Humne Kya Pyar Kiya Song Lyrics from the movie/album Naag Mohini released in the year 2016 starring Mahipal, Vijaya Chaudhary. The song Humne Kya Pyar Kiya was sung by Mohammed Rafi. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Bharat Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Humne Kya Pyar Kiya Lyrics

Humne Kya Pyar Kiya
Pyar Ka Badla Na Mila
Humne Kya Pyar Kiya
Pyar Ka Badla Na Mila
Sara Jag Dhund Liya
Koi Bhi Apna Na Mila
Humne Kya Pyar Kiya

Humne Chaha Tha Ke
Is Pyar Ko Singar Mile
Humne Chaha Tha Ke
Is Pyar Ko Singar Mile
Teri Baho Ka Mehakta
Hua Ek Har Mile
Pyar Hi Pyar Ho
Aisa Koi Sansar Mile
Dukh Bhari Raat Mili
Khushiyo Ka Sapna Na Mila
Sara Jag Dhund Liya
Koi Bhi Apna Na Mila
Humne Kya Pyar Kiya

Hum Badhe Jinki Taraf
Deep Wo Bujh Jate Hai
Hum Badhe Jinki Taraf
Deep Wo Bujh Jate Hai
Phul Sehlaye Agar Kate Se
Chubh Jate Hai
Jinki Chao Mein Ruke Paat
Wo Jal Jate Hai
Aisi Taqdeer Jo
Badle Wo Sitara Na Mila
Sara Jag Dhund Liya
Koi Bhi Apna Na Mila Haye
Humne Kya Pyar Kiya.

Share your thoughts

Vijya chaudhary, Mohammed rafi hindi song, Dinesh chaudhary, Hamne kya pyar kiya, Mohammed rafi, Uncha lamba kad lyrics, Mohammed, Naag mohini, Mahipal, Mohammad idris, Tu man ki ati bhori lyrics, Mohammad, Waqt ka ye parinda ruka hai kahan kumar satyam, History of alha udal, Quraan mein ye likha hai, Kuraan mein ye likha hai, Quraan mein yeh likha hai, Uncha lamba kad akshay kumar song, Rishipal khadana, Samaj sudhar sammelan, Bharatiya janata party