Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Hona Khabar Ab Kisi Aur Ko
Tumhe Apna Banaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Palko Ki Chilman Mein
Is Dil Ki Dhadkan Mein
Tujhko Chhupa Ke Rakhungi
Khwabo Ke Daaman Mein
Yaado Ke Darpan Mein
Tumko Basa Ke Rakhungi
Palko Ki Chilman Mein Is
Dil Ki Dhadkan Mein
Tujhko Chhupa Ke Rakhungi
Khwabo Ke Daaman Mein
Yaado Ke Darpan Mein
Tumko Basa Ke Rakhungi
Mudke Jaha Jab Bhi Dekha Sanam
Bas Tumko Hi Paye Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Dil Ke Dhadkne Se Dar Mujhko Lagta Hai
Duniya Na Ye Jaan Jaye
Chahe Jo Koi To Chehra Chhupa Le
Chahat Magar Chhup Na Paye
Dil Ke Dhadkne Se Dar Mujhko Lagta Hai
Duniya Na Ye Jaan Jaye
Chahe Jo Koi To Chehra Chhupa Le
Chahat Magar Chhup Na Paye
Apni Mohabbat Ko Maine To
Dil Mein Kab Se Chhupaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Hona Khabar Ab Kisi Aur Ko
Tumhe Apna Banaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe
Dil Me Basaya Hai
Humne Khamoshi Se Tumhe Dil Me Basaya Hai Song Lyrics from the movie/album Majhdhaar released in the year 2018 starring Salman Khan, Manisha Koirala. The song Humne Khamoshi Se Tumhe Dil Me Basaya Hai was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by Esmayeel Shroff. The music was given by Nadeem Shravan. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts