Humko Aawaj De Tu Kaha Hai Sanam Lyrics  | Yeh Hai Mumbai Meri Jaan | Chunky Pandey, Saifali Khan, Twinkle Khanna | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Jatin Pandit

Humko Aawaj De Tu Kaha Hai Sanam Lyrics | Yeh Hai Mumbai Meri Jaan | Chunky Pandey, Saifali Khan, Twinkle Khanna | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Jatin Pandit

Humko aawaj de tu kaha hai sanam
(Humko aawaj de tu kaha hai sanam
Pyar ke roke kadam
Itana kaha duniya me dam
Hum tere aashik sanam) – (2)
Humko aawaj de

Pehale pehale pyar ko koi dil se mita nahi paya
Jaan hatheli par rakhkar tujhe lene wala aaya
Jag ye dekhata reh jayega
Aashik tera le jayega
Itana kaha duniya me dam pyar ke jo roke kadam
Humko aawaj de tu kaha hai sanam
Pyar ke roke kadam
Itana kaha duniya me dam
Hum tere aashik sanam
Itana kaha duniya me dam
Pyar ke jo roke kadam
Humko aawaj de

Nadiyo ko sagar ka pata kya koi batlata hai
Ho sachchi lagan ho dil me to khud rasta mil jata hai
Kon bahar ko bandh saka hai
Kaid hawa ko kisne kiya hai
Itana kaha duniya me dam pyar ke jo roke kadam
Humko aawaj de tu kaha hai sanam – 2
Pyar ke roke kadam
Itana kaha duniya me dam
Hum tere aashik sanam
Itana kaha duniya me dam pyar ke jo roke kadam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *