Humein Gale Se Lagane Koina Lyrics  | Intezaar | Tamanna Bano | Tamanna Bano | Aamir Ghulam Ali, Aamir Ali

Humein Gale Se Lagane Koina Lyrics | Intezaar | Tamanna Bano | Tamanna Bano | Aamir Ghulam Ali, Aamir Ali

Aaja re aaja
Tera intezaar hai
Aaja re aaja
Tera intezaar hai
O bedardi dekha
Le aakar o bedardi dekha
Le aakar dil beqaraar hain
Aaja re aaja
Tera intezaar hai
O aaja re aaja
Tera intezaar hai

Fasale bahaar mein
Bhi chain na aaye
Fasale bahaar mein
Bhi chain na aaye
Saawan ki badali
Dil mein aag lagaye
Saawan ki badali
Dil mein aag lagaye
Bheega daaman
Kaise chhupaun
Bheega daaman
Kaise chhupaun
Aankha ashq bhar de
Aaja re aaja
Tera intezaar hai
O aaja re aaja
Tera intezaar hai

Dekhengi sakhiya kisane
Luta hai tann mann
Dekhengi sakhiya kisane
Luta hai tann mann
Puchh rahi hain tera
Kaun hai saajan
Puchh rahi hain tera
Kaun hai saajan
Rushwaai ke darr
Se na bolun
Rushwaai ke darr
Se na bolun
Mujhe tumse pyaar hain..
Aaja re aaja
Tera intezaar hai
O aaja re aaja
Tera intezaar hai

Judaai ke gam se tune
Mera dil dukhaya
Judaai ke gam se tune
Mera dil dukhaya
Ajab rog tune
Mere dil ko lagaya
Ajab rog tune
Mere dil ko lagaya
Mere labon pe
Sun le tu aakar
Mere labon pe
Sun le tu aakar
Teri hi pukaar hain
Aaja re aaja
Tera intezaar hai
Aaja re aaja
Tera intezaar hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *