Hume Sahara Song Lyrics from the movie/album Cobra Girl released in the year 2016 starring Mahipal, Ragini. The song Hume Sahara was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Nanabhai Bhatt. The music was given by S. N. Tripathi. The lyrics were Penned by Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hume Sahara Lyrics

Hame Sahara Ek Tihara,
Hame Sahara Ek Tihara
Tu Hi Bta Kaha Jaye Charo Aur Andhera
Tu Chahe To Ho Jaye Pal Me Andhiyara
Hame Sahara Ek Tihara

Teri Aankho Ke Aage Ye Anyay
Bol Jara Tu Kaise Tujhse Dekha Jaye
Teri Aankho Ke Aage Ye Anyay
Bol Jara Tu Kaise Tujhse Dekha Jaye
Ye To Bta Dunde Bhi Kya
Aaj Hame Hai Besara
Hame Sahara Ek Tihara,
Hame Sahara Ek Tihara

Tere Daware Aa Ke Koi Jaye Na Khali
Data Mai Bhi Aayi Banke Sawali
Tere Daware Aa Ke Koi Jaye Na Khali
Data Mai Bhi Aayi Banke Sawali
Tere Siwa Kis Se Kahe Tu Hi
Jane Haal Humara
Hame Sahara Ek Tihara,
Hame Sahara Ek Tihara
Tu Chahe To Ho Jaye Pal Me Andhiyara
Hame Sahara Ek Tihara,
Hame Sahara Ek Tihara

Ho Chhuki Hai Had Sitam Ki Ab Saha Na Jayega
Chup Rahe Hai Hum Bahut Par Ab Raha Na Jayega
Banke Bijali Fuk De Tu Julm Ke Sansar Ko
Banke Toofan Tod De Tu Paap Ki Deewar Ko
Tere Hatho Me Hai Ab Duniya Ab Meri Taqdeer Ki
Tu Jo Chahe Nap Ban Jaye Kadi Janjir Ki
O Mere Data O Mere Data O Mere Data.

Share your thoughts

Cobra girl songs, Hamein sahara, Hamein sahara ek tihara, Asha bhosle hits, Asha bhosle, Asha bhosle songs, Ragini songs, Mahipal, Mahipal songs, Cobra girl, Zindagi bhar hume tumse pyaar rahega, Humko bhi de de sahara, Daya ki chadar lyrics, Ragini, Lyrics, Sahira, Isharon isharon mein dil lene wale, Daya ki chadar tan pe dale sai tum bhagwan ho, Isharon isharon mein dil lene wale new version, L r ashatha, Singer- girijesh niranjan, Shreya ghoshal