Hume Kash Tumse Mohabbat Na Hoti Song Lyrics from the movie/album Mughal-e-Azam released in the year 2018 starring Dilip Kumar, Madhubala. The song Hume Kash Tumse Mohabbat Na Hoti was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by K Asif. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni

Hume Kash Tumse Mohabbat Na Hoti Lyrics

Hamen Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti
Hamen Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti
Kahaani Hamaari Haqeeqat Na Hoti
Hamen Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti

Na Dil Tum Ko Dete Na Mazbur Hote
Na Duniya Na Duniya Ke Dastoor Hote
Qayaamat Se Pahle Qayaamat Na Hoti
Hamen Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti

Hamhi Badh Gaye Ishq Mein Hadd Se Aage
Zamaane Ne Thokar Lagaayi To Jaage
Agar Mar Bhi Jaate To Hairat Naa Hoti
Hamen Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti

Tumhi Phunk Dete Nasheman Hamaare
Mohabbat Pe Ehsaan Hota Tumhaara
Zamaane Se Koyi Shikaayat Na Hoti
Hamen Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti
Kahaani Hamaari Haqeeqat Naa Hoti
Hamen Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Lata mangeshkar songs, Hamein kaash tumse mohabbat, Hamein kash tumse mohabbat na hoti, Hamen kash tumse mohabbat, Hamein kash tumse mohabbat na, Humein kash tumse mohabbat, Lata mangeshkar, Hamein kaash tumse, Mughal-e-azam, Humen kash tumse, Lata mangeshkar hits, Lata mangeshkar song, Lata mangeshkar old songs, Hamen kash tumse mohabbat na hoti lata mangeshkar naushad ali shakeel badayuni mughal e azam, Mangeshkar, Tumse, Agar tum na hote lata mangeshkar