Hum Woh Nahin Song Lyrics from the movie/album Aayega Aanewala released in the year 2015 starring Sanjeev Kumar, Kum Kum. The song Hum Woh Nahin was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by Kewal Mishra. The music was given by Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta. The lyrics were Penned by Naqsh Lyallpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hum Woh Nahin Lyrics

Hum Woh Nahi Jo Aapke
Kadmo Mein Dil Ko Rakh De
Hamne Zamana Dekha Hai
Hamne Zamana Dekha Hai
Hum Woh Nahi Jo Aapke
Kadmo Mein Dil Ko Rakh De
Hamne Zamana Dekha Hai
Hamne Zamana Dekha Hai

Aise Na Hame Tum Dekho
Chehre Se Julf Hata Ke
Aise Na Hame Tum Dekho
Chehre Se Julf Hata Ke
Teri Nazar Ka Raaz Hai Ham
Bade Zamana Saaz Hai Ham
Hamne Zamana Dekha Hai
Hamne Zamana Dekha Hai

Hotho Pe Phool Hansi Ke
Aankho Mein Haya Ka Kajal
Hotho Pe Phool Hansi Ke
Aankho Mein Haya Ka Kajal
Badi Hasi Hai Ye Aadaye
Kahe Hame Na Aajmaye
Hamne Zamana Dekha Hai
Hamne Zamana Dekha Hai

Paida Ye Sokh Jawani
Rangeen Qyamat Ho Tum
Paida Ye Sokh Jawani
Rangeen Qyamat Ho Tum
Tumhe Kasam Hai Maan Jao
Hame Ye Tevar Na Dikhao
Hamne Zamana Dekha Hai
Hamne Zamana Dekha Hai

Hum Woh Nahi Jo Aapke
Kadmo Mein Dil Ko Rakh De
Hamne Zamana Dekha Hai
Hamne Zamana Dekha Hai.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
No Keywords