Hum Unko Samajhte Song Lyrics from the movie/album Bikhare Moti released in the year 2013 starring Jayant, Nigar Sultana. The song Hum Unko Samajhte was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by S.M. Yusuf. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Akhtar ul Iman. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hum Unko Samajhte Lyrics

Hum Unko Samajhte Hai
Umido Ka Sahara
De De Koi Jakar
Unhe Paigam Humara
Hum Unko Samajhte Hai
Umido Ka Sahara
De De Koi Jakar
Unhe Paigam Humara

Bedard Hai Kya Samajhenge
Wo Meri Mohabbat
Bedard Hai Kya Samajhenge
Wo Meri Mohabbat
Aansu Hai Meri
Aankh Ka Tuta Hua Tara
De De Koi Jakar
Unhe Paigam Humara
Hum Unko Samajhte Hai
Umido Ka Sahara
De De Koi Jakar
Unhe Paigam Humara

Wo Aankh Bachakar
Jo Mere Paas Se Gujre
Ho Paas Se Gujre
Wo Aankh Bachakar
Jo Mere Paas Se Guzre
Ho Paas Se Guzre
Dil Ne Unhe Reh Reh
Ke Kayi Bar Pukara
De De Koi Jakar
Unhe Paigam Humara
Hum Unko Samajhte Hai
Umido Ka Sahara
De De Koi Jakar
Unhe Paigam Humara

Yaad Aa Gaya Aise Mein
Hume Milana Kisi Ka
Milana Kisi Ka
Yaad Aa Gaya Aise Mein
Hume Milana Kisi Ka
Milana Kisi Ka
Jata Tha Kahee Dur
Koi Dard Ka Mara
De De Koi Jakar
Unhe Paigam Humara
Hum Unko Samajhte Hai
Umido Ka Sahara
De De Koi Jakar
Unhe Paigam Humara.

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Nigar sultana, Bikhre moti, Bikhare moti, Mohammad, Aansoo thi meri zindagi / bikhre moti 1951, Filmm year: 1951m music director:m ghulam mohammedm lyricist: akhtar-ul-iman, Ghulam, Jayant, Samjhte, Mohammed rafi, Nigar, Lyricist: majrooh sultanpuri, Rajesh khanna, Khushi mangi thi aur gham de diya, Khumar barabankvi, Khanwar zaman, Saregama music, Unse ham kuchh kahte kahte rah gaye, Amirbai karnataki, Saregama old hindi sad song, Khawar zaman