Hum Tumhe Bhool Ke Lyrics | Tera Naam Liya To | Ali Haider

Hum Tumhe Bhool Ke Lyrics | Tera Naam Liya To | Ali Haider

Ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare
Ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare
Rakh na paaye unhi waadon ka dharam maaf kare
Ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare

Agar tadapte hain
Tarste hain teri yaado me
Agar tadapte hain
Tarste hain teri yaado me
Fir bhi is haal me jinda hain khuda maaf kare
Rakh sake na tumhe apno sa sajan maaf kare
Ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare

Kaash tumko main ye samjhata usi duniya me
Kaash tumko main ye samjhata usi duniya me
Kitne majbur the duniya se khuda maaf kare
Ban sake na tere zakhmo ka marham maaf kare
Ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare
Khuda maaf kare
Khuda maaf kare
Khuda maaf kare
Khuda maaf kare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *