Hum Tum Milke Bichad Jaye Na
Ha Hum Tum Milke Bichad Jaye Na
Dil Darta Hai Mera
Kyu Na Dono Ek Jaan Ho Jaye
Ho Ho Kyu Na Dono Ek Jaan Ho Jaye
Ji Karta Hai Mera
Hum Tum Milke Bichad Jaye Na
Dil Darta Hai Mera
Kitna Hasi Hota Hai Jadu Is Pyar Ka
Ha Isi Bahar Ka Mujhko Intzar Tha
Halka Halka Ja Meri
Mujhe Bhi Hai Khumar Sa
Jina Sang Tere Phere
Leke Sang Tere Ab
Jaldi Se Le Hota Nahi Intzar Ab
Pal Pal
Pal Pal Palko Pe Rahta Hai
Tere Khwabo Ka Dera
Hum Tum Milke Bichad Jaye Na
Dil Darta Hai Mera
Kyu Na Dono Ek Jaan Ho Jaye
Ji Karta Hai Mera
Baithe Baithe Aati Hai
Dil Se Sadaye
Kaisi Sadaye Kaisi Sadaye
Sine Se Lagke Sun Dhadkan Sunaye
Yahi To Sunungi Meri Jaan
Umar Sari Ab
Hogi Badi Khub Teri Meri Zindgani Ab
Hai Yakin
Hai Yakin Mujhko Pura Hoga Hi
Ab Har Sapna Mera
Ho Hum Tum Milke Bichad Jaye Na
Dil Darta Hai Mera
Kyu Na Dono Ek Jaan Ho Jaye
Jee Karta Hai Mera
Hum Tum Milke Bichad Jaye Na Song Lyrics from the movie/album Koi Kisi Se Kam Nahin released in the year 2018 starring Milind Gunaji, Aashish Vidyarthi. The song Hum Tum Milke Bichad Jaye Na was sung by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan. This movie/album was directed by Partho Ghosh, Raj N Sippy. The music was given by Anand Raj Anand. The lyrics were Penned by Anand Raj Anand
Share your thoughts