Hum To Jhuk Kar Song Lyrics from the movie/album Fakira released in the year 2016 starring Shashi Kapoor, Shabana Azmi. The song Hum To Jhuk Kar was sung by Aziz Nazan, Bhushan Mehta, Kishore Kumar, Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by C.P. Dixit. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hum To Jhuk Kar Lyrics

Ham To Jhuk Kar Salam Karte Hai
Ham To Jhuk Kar Salam Karte Hai
Wo Najar Se Salam Karte Hai
Wo Najar Se Salam Karte Hai
Salam Karte Hai
Hum To Jhuk Kar Jhuk Kar
Salam Karte Hai
Wo Najar Se Najar Se
Salam Salam Karte Hai
Karte Hai Hum To Jhuk Kar
Salam Karte Hai

Ye Karishma To Dekho Nasib Ka
Dekho Nasib Ka Unse Nikla Hai
Rishta Karib Ka Dekho Karib Ka
Ye Karishma To Dekho Nasib Ka
Nasib Ka Unse Nikla Hai
Rishta Karib Ka Karib Ka
Ye Karishma To Dekho Nasib Ka
Unse Nikla Hai Rishta Karib Ka
Jinke Ghar Hum Kayam Karte Hai
Jinke Ghar Hum Kayam Karte Hai

Hum Abhi Intzam Karte Hai
Hum Abhi Intzam Karte Hai
Khel Ulta Tamam Karte Hai
Khel Ulta Tamam Tamam Karte Hai
Hum Abhi Intzam Karte Hai

Aisa Mauka To
Milta Hai Kabhi Kabhi
He Ji Kabhi Kabhi
Inki Khatir Tawajo
To Karde Abhi Abhi
Ha Ji Abhi Abhi

Bada Hi Fayda Hame
Hua Hai Aaj Mahfil Se
Jinhe Hum Dhundhte Fir Te Hai
Aaj Aaye Hai Mushkil Se
Aisa Mauka To
Milta Hai Kabhi Kabhi
Inki Khatir Tawajo
To Karde Abhi Abhi
Inke Jalwo Ko Aam Karte Hai
Inke Jalwo Ko Aam Karte Hai

Hum Dar Ke Mare Salam
Salam Karte Hai Karte Hai
Wo Akad Ke Akad Ke
Salam Salam Karte Hai Karte Hai
Fir Bhi So So Salam Karte Hai

Ye Mulakat Koi Nayi Nahi
Ha Ji Nayi Nahi Mil Hi Jate Hai
Aksar Kahi Na Kahi
Wo Hamara Hi Kam Karte Hai
Wo Hamara Hi Kam Karte Hai
Hum Abhi Intzam Karte Hai

Humse Izzat Mili
Hamse Sohrat Mili
Hamse Sohrat Mili
Nokri Inko Apni Badolat Mili
Hamko Pakda Ke Naam Karte Hai
Hamko Pakda Ke Naam Karte Hai
Aji Naam Karte Hai
Hum Abhi Intzam Karte Hai
Hum Abhi Intzam Karte Hai

Hum Dar Ke Mare Salam
Salam Karte Hai Karte Hai
Wo Akad Ke Akad Ke
Salam Salam Karte Hai Karte Hai
Hum To Yuhi Salam Karte Hai
Hum To Yuhi Salam Karte Hai.

Share your thoughts

Shashi kapoor, Shabana azmi, Ravindra jain, Mahendra kapoor, Tota maina ki kahani, Fakira chal chala chal-hemlata, Fakira chal chala chal, Fakira, Anand bakshi, Hum to jhuk kar salam karte hai, Laxmikant shantaram kudalkar, Rajendra kumar, Yeh mera jadoo-asha bhosle, Aruna irani, Rakesh roshan, A tribute to kishore kumar, Pyarelal ramprasad sharma, Hindi music, Lata kishore, Kishor kumar, Hum to jhuk kar, Kishore kumar, Kamini kaushal, Kishore lata, Salam karte hai