Hum Safar Gham Jo Mohabbat Song Lyrics from the movie/album Life Story Of Ghazals (Album) released in the year 2018. The song Hum Safar Gham Jo Mohabbat was sung by Anup Jalota. The music was given by Anup Jalota

Hum Safar Gham Jo Mohabbat Lyrics

Chasmein Purnam Kharid Sakta Hoon
Zulfein Barham Kharid Sakta Hoon
Tu Agar Apna Bana Le Mujhko
Tera Har Gam Kharid Sakta Hoon

Humsafar Gham Jo Mohabbat Mein Diya Hain Tumne
Humsafar Gam Jo Mohabbat Mein Diya Hain Tumne
Ye Bhi Mujh Par Bada Ehsaan Kiya Hain Tumne
Humsafar Gam Jo Mohabbatdiya Hain Tumne

Ek Muddat Se Isi Din Ki Thi Hasrat Dil Mein
Ek Muddat Se Isi Din Ki Thi Hasrat Dil Mein
Aaj Mein Khush Hoon Deewana Kahan Hain Tumne
Ye Bhi Mujh Par Bada Ehsaan Kiya Hain Tumne
Humsafar Gam Jo Mohabbat Mein Diya Hain Tumne

Jab Bhi Takraai Mere Jism Se Ye Shokh Hawaa
Jab Bhi Takraai Mere Jism Se Ye Shokh Hawaa
Mujhko Mehsoos Huaa Ye Ke Chhuan Hain Tumne
Ye Bhi Mujh Par Bada Ehsaan Kiya Hain Tumne
Hum Safar Gam Jo Mohabbat Mein Diya Hain Tumne

Kyaa Mere Dil Ke Dhadakane Ki Hi Aawaz Hain Ye
Kyaa Mere Dil Ke Dhadakane Ki Hi Aawaz Hain Ye
Yaa Ki Phir Kaan Mein Kuchh Aake Kahan Hain Tumne
Ye Bhi Mujh Par Bada Ehsaan Kiya Hain Tumne
Hum Safar Gam Jo Mohabbat Mein Diya Hain Tumne

Hichakiyaa Bhi Kabhi Kambakht Nahi Aati Hain
Hichakiyaa Bhi Kabhi Kambakht Nahi Aati Hain
Jo Yun Sochu Ke Mujhe Yaad Kiya Hain Tumne
Ye Bhi Mujh Par Bada Ehsaan Kiya Hain Tumne
Humsafar Gam Jo Mohabbat Mein Diya Hain Tumne
Ye Bhi Mujh Par Bada Ehsaan Kiya Hain Tumne
Humsafar Gam Jo Mohabbat Mein Diya Hain Tumne.

Share your thoughts

Anup jalota ghazals, Ghazal, Ghazals, Anup jalota live ghazals, Anoop jalota ghazals, Best ghazals of all time, Anoop jalota gazals, Anup jalota live, Jalota, Lyrics, Anup jalota, Famous ghazals of anup jalota, Ghazals collections, Chandan das ghazals, Anup jalota ghazal, Best of jagjit singh ghazals, Gulshan tha lalazar abhi kal ki baat hai anup jalota, Jagjit singh ghazals, Ghalib ghazals by jagjit singh, Anup jalota songs, Romantic ghazals, Chandan das ghazals live