Hum Punjabi Hum Bengali, Hum Hai Maratha Hum Madrasi Song Lyrics from the movie/album Hum Ek Hain released in the year 2018 starring Dara Singh Randhawa, Balraj Sahni. The song Hum Punjabi Hum Bengali, Hum Hai Maratha Hum Madrasi was sung by Manna Dey, Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Daljeet. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Indeevar

Hum Punjabi Hum Bengali, Hum Hai Maratha Hum Madrasi Lyrics

Hum Punjabi Hum Bengali
Hum Hai Maratha Hum Madrasi
Hum Punjabi Hum Bengali
Hum Hai Maratha Hum Madrasi
Baad Me Kuch Aur Magar
Hum Pahle Hai Bharatwasi
Hum Punjabi Hum Bengali
Hum Hai Maratha Hum Madrasi

Dudh Ki Taqat Rakhnewala
Ye Punjab Ka Pani Hai
Bhagat Singh Ke Yaha
Heer Aur Ranjhe Ki Kahani Hai
Bharat Ka Hai Rup Yahi
Bharat Ki Yahi Jawani Hai
Bharat Ka Hai Rup Yahi
Bharat Ki Yahi Jawani Hai
Hum Punjabi Hum Bengali
Hum Hai Maratha Hum Madrasi

Maut Gulami Se Behtar
Netaji Ne Maut Hi Chuni Hai
Maut Gulami Se Behtar
Netaji Ne Maut Hi Chuni Hai
Ye Tagore Ki Kavita
Jisko Duniya Sunkar Jhumi Hai
Ye Buniyad Aazad Hind Ki
Ye Bengal Ki Bhumi Hai
Ye Buniyad Aazad Hind Ki
Ye Bengal Ki Bhumi Hai
Hum Punjabi Hum Bengali
Hum Hai Maratha Hum Madrasi

Ye Maharashat Ki Pawan Seema
Sapna Veer Shivaji Ka
O Sapna Veer Shivaji Ka
Hum Sabne Sikha Hai
Jisse Pahla Sabak Aazadi Ka
O Pahla Sabak Aazadi Ka
Yahi Desh Ka Tilak
Yahi Hai Bharat Mata Ka Tika
Yahi Desh Ka Tilak
Yahi Hai Bharat Mata Ka Tika
Hum Punjabi Hum Bengali
Hum Hai Maratha Hum Madrasi

Nirat Aur Sangeet Se Jo
Sansar Ke Man Ko Harti Hai
Har Ghar Ek Kala Ka Mandir
Ye Sakhan Ki Dharti Hai
Yahi Hai Bharat Ki Jal Sena
Jisse Duniya Darti Hai
Yahi Hai Bharat Ki Jal Sena
Jisse Duniya Darti Hai
Hum Aasami Hum Hai Udiya
Hum Gujrati Rajasthani
Baad Me Kuch Aur Magar
Hum Pahle Hai Bharatwasi
Hum Punjabi Hum Bengali
Hum Hai Maratha Hum Madrasi

Ek Phul Ke Liye Chaman Ko Nahi Ujada Jayega
Ek Phul Ke Liye Chaman Ko Nahi Ujada Jayega
Ek Daal Ke Liye Ped Ko Nahi Ukhada Jayega
Ek Daal Ke Liye Ped Ko Nahi Ukhada Jayega
Dushman Ko Aa Hi Gaya
To Milke Pachhada Jayega
Milke Pachhada Jayega
O Milke Pachhada Jayega
Ha Milke Pachhada Jayega

Share your thoughts

Mohammed rafi and kishore kumar songs, Mohammed rafi sad songs, Mohammed rafi love songs, Mohammad rafi songs, Mohammad rafi hit songs, Punjabi, Bengali, Suman kalyanpur and mohd rafi songs, Yun na sharma phailade, Suman kalyanpur and lata mangeshkar duet, Dharam adhikari full movie dilip kumar, Hits of dharmendra songs, Best of dharmendra songs, Mamla gadbad hai dharm adhikari, Jagi badan mein jwala, Dharmendra hit songs, Dharam adhikari songs, Dharam adhikari movie songs