Hum Nasheen Dilrubaa Lyrics  | Anaam | Arman Kohli, Ayesha Jhulka | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Hum Nasheen Dilrubaa Lyrics | Anaam | Arman Kohli, Ayesha Jhulka | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja
Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja
Hamane tumhi se hai pyaar kiya
Hamane tumhi se hai pyaar kiya
Shokh dil hamsafar hum fida aap par
Shokh dil hamsafar hum fida aap par
Hamane tumhi se hai pyaar kiya
Hamane tumhi se hai pyaar kiya
Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja

O jaanejaana zara paas aana
Ke dil hai deewaana tumhaare liye
O jaanejaana zara paas aana
Ke dil hai deewaana tumhaare liye
Dil ka fasaana labon ka taraana
Yeh mausam suhaana tumhaare liye
Ho aise mein na tum kahi bhi door jaana
Shokh dil hamsafar hum fida aap par
Shokh dil hamsafar hum fida aap par
Hamane tumhi se hain pyaar kiya
Hamane tumhi se hain pyaar kiya
Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja

Khaabon ki raani hansi zindagani
Haseena deewaani zara paas aa
Khaabon ki raani hansi zindagani
Haseena deewaani zara paas aa
Pyaasi nigaahe mohabbat ki baahein
Sanam chaahe tujhako gale se laga
Bekhudi mein hum sama hain aashiqaana
Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja
Shokh dil hamsafar hum fida aap par
Hamane tumhi se hain pyaar kiya
Hamane tumhi se hain pyaar kiya
Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja
La la la la la ey hey hey aa ha ha ha.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *