Ziddi hai hum nahi maanenge
Karte hi jaayenge badmashiya
Keh do ye jamaane walo se
Naa ye chhene humse aazadiyan
Hai dil mein jo kehna hai
Hai jaise, waise hi rehna hai
Ho ek zindagi hai, zaada nahi par
Thoda toh bigadenge…
Hum nahi sudharenge
Hum nahi sudharenge
Thoda aurr bigadenge
Hum nahi sudharenge
Lamhein shararat ke
Naa jaane dengey
Apni khushi mein gham
Naa aane dengey
Hum zindagi ko muskurane dengey…
Ho lamhein shararat ke
Naa jaane dengey
Apni khushi mein gham
Naa aane dengey
Hum zindagi ko muskurane dengey…
Khwabo ki baarish mein
Hum bhigenge khwaish mein
Pahle kiya naa humne yaha jo
Wo kar gujarengey..
Hum nahi sudharenge
Hum nahi sudharenge
Thoda aurr bigadenge
Hum nahi sudharenge
Hum nahi sudharenge
Hum nahi sudharenge
Thoda aurr bigadenge
Hum nahi sudharenge.
| Movie | Golmaal Again |
| Singer | Armaan Malik |
| Director | Rohit Shetty |
| Music Composer | Amaal Mallik |
| Lyricist | Rakesh Kumar (Kumaar) |
| Star Cast | Ajay Devgn, Parineeti Chopra, Tabu, Arshad Warsi, Tushar Kapoor, Shreyas Talpade, Kunal Khemu, Prakash Raj, Neil Nitin Mukesh |
| Label | T-Series |

