Hum Main Hai Kya Song Lyrics from the movie/album Nawab Sahib released in the year 2016 starring Parikshat Sahni, Farida Jalal. The song Hum Main Hai Kya was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Rajinder Singh Bedi. The music was given by C. Arjun. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hum Main Hai Kya Lyrics

Ham Mein Hai Kya Ke Ham Mein
Koyee Hasina Chahe
Ham Mein Hai Kya Ke Ham Mein
Koyee Hasina Chahe
Sirf Jajbaat Hai Jajbaat Mein
Kya Rakhkha Hai
Ham Mein Hai Kya Ke Ham Mein
Koyee Hasina Chahe

Kis Ki Takadir Mein Hai
Uanake Mahakate Gesu
Kis Ke Ghar Felega
Us Mast Nazar Ka Jadu
Kis Ki Takadir Mein Hai
Uanake Mahakate Gesu
Kis Ke Ghar Felega
Us Mast Nazar Ka Jadu
In Pareshan Sawalat Mein
Kya Rakha Hai
Ham Mein Hai Kya Ke Ham Mein
Koyee Hasina Chahe

Itna Deewana Na Ban
Ai Dile Betaab Sambhaal
Woh Agar Mil Bhee Liye Tujhase,
Toh Itna Na Machal
Itna Deewana Na Ban
Ai Dile Betaab Sambhaal
Woh Agar Mil Bhee Liye Tujhase,
Toh Itna Na Machal
Betaalukh See Mulaakat Mein
Kya Rakhkha Hai
Ham Mein Hai Kya Ke Ham Mein
Koyee Hasina Chahe

Muskuraahat Ko Mohabbat Ka
Ishara Na Samajh
Mil Liye Honge Woh Yun Hee
Unhe Apna Na Samajh
Muskuraahat Ko Mohabbat Ka
Ishara Na Samajh
Mil Liye Honge Woh Yun Hee
Unhe Apna Na Samajh
Aise Nadan Khayalat Mein
Kya Rakhkha Hai
Ham Mein Hai Kya Ke Ham Mein
Koyee Hasina Chahe.

Share your thoughts

Parikshit sahni interview, Parikshit sahni, Mohammed rafi, Parikshit sahni book non conformist, Talat, Farida jalal, Mohammad rafi hit songs, Zuban pe dard bhari dastan with hindi lyrics, 1970 lyrics by – asad bhopali music by – c arjun singer mohammed-rafi, Zuban pe dard bhari dastan with english lyrics, Lyrics of zuban pe dard bhari dastan, Zuban pe dard bhari dastan with lyrics, Pahila rati payal turala, Balraj sahni, Mohammed, Mohammad rafi assamese song, Mohammad rafi