Hum log hai aise diwane
Duniya ko jhuka kar manenge
Hum log hai aise diwane
Duniya ko jhuka kar manenge
Manjil ki dhun me aaye hai
Manjil ko pa kar manenge
Hum log hai aise diwane
Duniya ko jhuka kar manenge
Jo mang hai apni puri ho
Us vakt tasli payenge
Aise to nahi talne wale
Hum bhuke hi mar jayenge
Hum bhuke hi mar jayenge
Iss dil me hazaro mauje hai
Tufan utha kar manenge
Hum log hai aise diwane
Duniya ko jhuka kar manenge
Do din ki bahare hai jag me
Kab julm kisi ka chalta hai
Ye julm ka suraj lakh jale
Par sham ko lekin dhalta hai
Par sham ko lekin dhalta hai
Nafrat ke shole dil me hai
Hum unko bhuja kar manenge
Hum log hai aise diwane
Duniya ko jhuka kar manenge
Sachai ki khatir duniya me
Gandhi ne bhi goli khayi hai
Hinsa chadaya suli par
Sacho ne jaan gavayi hai
Sacho ne jaan gavayi hai
Aa hum bhi kisi se kam nahi
Taqdir jaga kar manenge
Hum log hai aise diwane
Duniya ko jhuka kar manenge
Manjil ki dhun me aaye hai
Manjil ko pa kar manenge
Hum log hai aise diwane
Duniya ko jhuka kar manenge

