Tumko Mohabbat Ho Gai Hamse
Hum Ko Mohabbat Ho Gai Tumse
Aur Tumko Mohabbat Ho Gai Hamse
Ab To Mil Jayega Woh Khazana
Jis Ke Peeche Hai Sara Zamana
Gulabi Galon Ka
Na Na
Reshmi Balon Ka
Na Na
Gori Baaho Ka
Na Na
Nashili Aankhon Ka
Na Na Na
jiski Khatir Hua Hoon Main Deewana Deewana
Humko Mohabbat Are Tumko Mohabbat Ho Gai Hamse
Hum Ko Mohabbat Ho Gai Tumse
Deewane Haa
Kis Baat Ke Ho Batlao Na
Deewane Haa Bolo
Kis Baat Ke Ho Batlao Na
Sharmao Na Kya Hai Dil Me Tumhare Farmao Na
Pehle Jaldi Jaldi Bahon Mein Aa Jao
Phir Samjha Denge Hum
Aise Na Gabrao
Oh Kahin Ruswa Na Karde Zamana Zamana
Tumko Mohabat Tumko Mohabat Ho Gai Hamse
Humko Mohabbat Ho Gai Hai Tumse
Aji Chhodo Ruswa Toh Sabhi Hai Zamane Me
Aji Chhodo Ruswa Toh Sabhi Hai Zamane Me
Kuch Ayega Kuch Jayega Bhi Dil Lagane Mein
Aane Jaane Ka Ye Raaz Bhi Samja Do
Dil Me Raheke Dekho Dil Ko Na Tadpao
Dil Ka Dil Me Hai Aana Hai Jaana O Jaana
Tumko Mohabbat Humko Mohabbat Ho Gai Tumse
Aur Humko Mohabbat Ho Gai Hai Humse
Tumko Mohabbat Ho Gai Hamse
Our Humko Mohabbat Ho Gai Hai Tumse.
Hum Ko Mohabbat Ho Gai Hai Song Lyrics from the movie/album Haath Ki Safai (1974) released in the year 2020 starring Vinod Khanna, Randhir Kapoor. The song Hum Ko Mohabbat Ho Gai Hai was sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Prakash Mehra. The music was given by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta). The music rights for song purely belongs to Saregama
Share your thoughts