Hum Jinpe Fida Lyrics  | Paapi Pet Ka Sawaal Hai | Rajesh Khanna, Tina Munim | Anuradha Paudwal, Sharda Rajan Iyengar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Hum Jinpe Fida Lyrics | Paapi Pet Ka Sawaal Hai | Rajesh Khanna, Tina Munim | Anuradha Paudwal, Sharda Rajan Iyengar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Wahi pyar ke khuda ham jinpe fida
Hai dil ki sada apni jaan ki kasam
Wahi pyar ke khuda ham jinpe fida
Hai dil ki sada apni jaan ki kasam
Wahi tan mein wahi mann mein
Chahe kar le jamana sitam
Wahi tan mein wahi mann mein
Chahe kar le jamana sitam
Wahi pyar ke khuda ham jinpe fida
Hai dil ki sada apni jaan ki kasam
Wahi pyar ke khuda ham jinpe fida
Hai dil ki sada apni jaan ki kasam
Wahi tan mein wahi mann mein
Chahe kar le jamana sitam

Aisa roop hai jalti ke dup hai
Dil ki aag hai ham
Unka pyar hai apni jindagi
Mitta raag hai ham
Aisa roop hai jalti ke dup hai
Dil ki aag hai ham
Unka pyar hai apni zindagi
Mitta raag hai ham
Wahi pyar ke khuda ham jinpe fida
Hai dil ki sada apni jaan ki kasam
Wahi pyar ke khuda ham jinpe fida
Hai dil ki sada apni jaan ki kasam
Wahi tan mein wahi mann mein
Chahe kar le jamana sitam

Aayega yaar banke bahar
Mera to pyar ha wo
Wo dil ke paas najaro se dur
Dil ka karar hai wo
Aayega yaar banke bahar
Mera to pyar ha wo
Wo dil ke paas najaro se dur
Dil ka karar hai wo
Wahi pyar ke khuda ham jinpe fida
Hai dil ki sada apni jaan ki kasam
Wahi pyar ke khuda ham jinpe fida
Hai dil ki sada apni jaan ki kasam
Wahi tan mein wahi mann mein
Chahe kar le jamana sitam
Wahi tan mein wahi mann mein
Chahe kar le jamana sitam.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *