Hum Jaisa Kaun Hoga (Agar Dil Kisi Pe Lutaya Na Hota ) Lyrics | Gauna | Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram

Hum Jaisa Kaun Hoga (Agar Dil Kisi Pe Lutaya Na Hota ) Lyrics | Gauna | Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram

??hum jaisa kaun hoga zamane me badnasib
Manzil se dur ho gaye manzil ke samne
Agar dil kisi par lutaya na hota
Agar dil kisi par lutaya na hota
Agar dil kisi par
To ashqo ka dariya bahaya na hota
Agar dil kisi par lutaya na hota
Agar dil kisi par

Jo maalum hota ki hoga andhera
Ki hoga andhera
Jo maalum hota ki hoga andhera
Ki hoga andhera
Charaag-e-mohabbat jalaya na hota
Charaag-e-mohabbat jalaya na hota
Agar dil kisi par

O duniya ke maalik judaa tha jo karna
Judaa tha jo karna
O duniya ke malik judaa tha jo karna
Judaa tha jo karna
To acha tha unse milaya na hota
To acha tha unse milaya na hota
Agar dil kisi par
To ashqo ka dariya bahaya na hota
Agar dil kisi par lutaya na hota
Agar dil kisi par

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *